Menu

Tu jo nahi hain toh kuchh bhi nahi hain from Movie Woh Lamhe

Tu jo nahi hain toh kuchh bhi nahi hain from Movie Woh Lamhe(2006)

tu jo nahi hain toh kuchh bhi nahi hain
yeh maana ki mehfil jawaan hain haseen hain
tu jo nahi hain toh kuchh bhi nahi hain
yeh maana ki mehfil jawaan hain haseen hain
tu jo nahi hain toh kuchh bhi nahi hain

samajh mein na aaye yeh kya maajara hain
tujhe paake dil mein yeh khaalisa kya hain
samajh mein na aaye yeh kya maajara hain
tujhe paake dil mein yeh khaalisa kya hain
yeh khaalisa kya hain

kyun har waqt dil mein koi ve kali  hain
kyun har waqt seene mein rehti kami hain
tu jo nahi hain toh kuchh bhi nahi hain
yeh maana ki mehfil jawaan hain haseen hain
tu jo nahi hain toh kuchh bhi nahi hain

jidhar bhi yeh dekhen jahaan bhi yeh jaayen
tujhe dhundhati hai yeh paagal nigaahen
jidhar bhi yeh dekhen jahaan bhi yeh jaayen
tujhe dhundhati hai yeh paagal nigaahen
yeh paagal nigaahen

main zinda hoon leking kahaan zindagi hain
meri zindagi toh kahaan kho gayi hain
tu jo nahi hain toh kuchh bhi nahi hain
yeh maana ki mehfil jawaan hain haseen hain

tu jo nahi hain toh kuchh bhi nahi hain

Singer: Pritam

No comments:

Post a Comment