Menu

Khaki : Mein kyun hun, kab se hun, kab tak hun aur kya hun mein?

Isi talash-o-tasawwur mein kho gaya hun mein; (Asghar Gondvi) Mein kyun hun, kab se hun, kab tak hun aur kya hun mein? Tamam daftar-e-hikmat ulat gaya hun mein Magar khula na abhi tak kahan hun kya hun mein Rahi hai khak ke zarron mein bhi chamak meri Kabhi kabhi to sitaaron main mil gaya hun mein Uda hun jab to liya hai falak pe dam ja kar Zamin ko tod gaya hun jo reh gaya hun mein (Asghar Gondvi) Isi talash-o-tasawwur mein kho gaya hun mein Kahin zehmat kahin rahat kahin shifa hun mein Kahin abid kahin munkir kahin fana hun mein Kahin aajiz kahin sarkash kahin raza hun mein Kahin munsif kahin mujrim kahin saza hun mein Kahin rahbar kahin rahzan kahin dagha hun mein Kahin dilbar kahin aashiq kahin wafa hun mein Kahin saaqi to kahin rind-e-parsaa hun mein Kahin hamdard kahin dard-e-ladawa hun mein Mere wajood main hai khair-o-shar ki aagaahi Kabhi wali kabhi iblees se gira hun main Isi talash-o-tasawwur mein kho gaya hun mein Bashar ke roop main ik raaz-e-Kibriya hun mein Samajh sake na farishtay keh aur kya hun mein Hayat-o-maot ke jalwe hain meri hasti main Mein intaha bhi hun aur apni ibtida hun mein Pata lagaye koi kya mere patay ka pata Mere patay ka pata hai keh la-pata hun mein (Bedam Shah Warsi & Muhammad Samie) Isi talash-o-tasawwur mein kho gaya hun mein Tark-e-“Mein” kiye ja aur “Tu” main bus fana ho ja Shan-e-abd paida kar izn-e-Kibriya ho ja Tu hai jab payam Us ka phir payam kya tera Tu hai jab sada Us ki aap be-sada ho ja Admi nahi sunta admi ki baton ko Pekar-e-amal ban kar ghayb ki sada ho ja (Asghar Gondvi & Muhammad Samie) Badalti rehti hai duniya mere khayalon ki Kabhi mila hun kabhi yar se juda hun mein Mujhi ko dekh len ab tere dekhne wale Tu aina hai mera tera aina hun mein (Bedam Shah Warsi) Mein hun afzal sabhi takhleeq ke nazaaron main Khuda nahi hun magar mazhar-e-Khuda hun mein Mazhar-e-Khuda hun mein, Mazhar-e-Khuda hun mein Mazhar-e-Khuda hun mein, Mazhar-e-Khuda hun mein Mein Tamashai nahin Mein Tamashai nahin Mein Tamashai nahin, aap tamasha hun main Mazhar-e-Khuda hun mein, Mazhar-e-Khuda hun mein Mazhar-e-Khuda hun mein, Mazhar-e-Khuda hun mein Charha sooli jo an-al Haq ki sada di mein ne Qum bi izni kaha to khaal khench di mein ne Bandagi ki barhi qeemat hai chukaai mein ne Mein hun khaki hai mehaz khak se nisbat meri Fana hun Tujh mein to phir deed-e-Kibriya hun mein

--Muhammad Samie

Copyright Muhammad Samie, content source youtube.com

How to uninstall an application from Microsoft store in Windows 10

This tutorial is for those users who are using Microsoft store and directly installing application from store in their Windows machine.
When you open the installed section of Microsoft store, where you could find all the installed applications and software in your Microsoft store. But here you will not find the option to uninstall an application.

Now you have an app installed, which you are not using from long back or no more beneficial for you, hence decided to uninstall from your machine. Then from where you will uninstall that application, so it may free your system memory and clean your Microsoft store? 

In this article we will let you know how to remove or uninstall an application from windows 10. Below are steps which you need to follow to uninstall an application from Microsoft store in windows 10.

Step 1: Open Microsoft store from your Windows machine and click on the installed tab to check what all applications are installed in your machine. below is the screenshot.

microsoft-store-installed
Microsoft store installed tab


Step 2: Press start/window button and search for settings 


windows-settings
Search settings

Step 3: Open settings, when you will click on the settings it will open a new window like below. From this setting dashboard click on the Apps as highlighted.

settings-dashboard
settings dashboard
Step 4: This Apps will open a new screen to you. Below is the screenshot. On this screen, from search box search the application which you want to uninstall.

Apps-and-feature-uninstall-an-app
Apps and feature screen in windows 10
Step 5: When you find the application which you want to remove, then click on the application and click on the uninstall button.

uninstall-an-application-from-windows10
uninstall an application from windows 10

You have successfully uninstalled application from your machine.

Wo Shaks MUSALMAN Tha

Mili AAZADI Jisse Wo Shaks MUSALMAN Tha,
Diya HIND Ko TAJ MAHAL Wo Shaks bhi MUSALMAN Tha,

Aaj Kehti He Duniya Ke DEHSATGARD He MUSALMAN,
Tha GANDHIJI Ne Apnaya KIRDAR jiska Wo Shaks MUSALMAN Tha,

Lagta He Duniya Wale TIPU SULATAN Ko Bhul Gaye,
Shuru Ki Jisne JUNG E AAZADI Wo Shaks MUSALMAN Tha,

Jaha Lehrata He TIRANGA Aaj Bhi Badi SHAAN Se,
Kiya Ta'amir Jisne LAAL QILLA Wo Shaks MUSALMAN Tha,

SAARE JAHAAN SE ACCHA HINDUSTAN HAMARA,
Likha Jisne TARANA-E-HIND Wo Shaks MUSALMAN Tha.

- by Unknown